Share Kese Kharide- Share Market me Invest Kese Kare | How To Invest In Stock Market in Hindi
Hello Friends Aaj hum baat karenge ki share kese kharide stock market me paise kese invest kare, Jese ki aaj tak hum ne suna hai ki share market se inssan aamir bhi ban jata hai or garib bhi ye aapke luck par depend karta hai.
Aap ye articlee me jaanege ki Share kese kharide, Share maarket me online kese invest kar sakte hai, Share kharidne ke liye kya process hai, Stock ke liye account kese khula sakte hai, Demat Account Open karne ke liye kya kya Documnets Chahiye ye sabhi sawalo ke jawab apko is article me mil jaynge
Share Kese Kharide? Stock me Invest Kese Kare?
Share Market me paisa lagae ke liye aapko sabse pehle Demat or Tarding account open karwana hoga,
Dmate account me apke liye gaye share rakhe hote hai,
Trading Account me aap share ka len den karte hai Market me Buy Sell ke Kaam Aata hai
Dmate Account Kese Open Kare:
Dmate account aap Bank ya Kisi Stock Broker Company ke dwara khol sakte hai
Jese ki SBI, HDFC, ICICI, Kotak etc Banks and Angel Broking, Sharekhan, Zerodha, etc. Brokrage Company se aap apna Demat account open karwa sakte hai
Deamt account open karne ki Fees hoti hai jo ki 300 se 1000 Rupees tak hoti hai,
Demat account ka Annual Maintenance Charge Bhi Pay krna hota hai har saal wo bhi kuch Rs.500/- aas pass kuch hota hai
Dmate Account open karte waqat apko Brokrage Charge ka dhayn rkhna hai kitne percentage brokarge charge liya jayga or aapko value par Margin kitna diya jayga
Stock Market me Margin kya hota hai?
Margin apko apke dmate account provider ke dwara diye jane wali limit hoti hai isme aap apke invest amount ke 3 se 15 or jyda guna bhi trade kar sakte hai.
For Example, jese apne apke dmate me Rs.10,000 daale to ap usse margin option se Rs.30,000 se Rs150,000 tak ke stock le sakte hai
Dmate account Open karne ke liye Documents:-
1- Aadhar Card
2- Bank Account
3- PAN Card
4- Photograph
Dmate Account open karne baaad aap apna account login karne ke baad app ya website se share kharid sakte hai
Market me 2 tarah se share kharide jate hai ek Intraday and dusra Delivery
Intraday- Isme aap sirf ek din ke liye share lete hai agr aap share lene ke baad sham ko market close hone se pehle share Sell nahi karte to wo apne aap market band hoga us time jo price hoga us par sell hojata hai.
Delivery- Isme aap long term ke liye share lete hai isme apne aap share sell nahi hoga.
Stock Exchange in Hindi:-
Stock Exchnage ye hota hai jha par share ka len den kiya jata hai. India me 2 Stock Exchange hai National Stock Exchange(NSE) and Bombay Stock Exchange(BSE)
Share Market Latest News in Hindi | Share Bazar News in Hindi
Share market news hindi me yha padhe Click Here
Share Market ki Or Jaankari ya Kisi sawal ke Jawab ke liye aap niche diye gaye link par clik kar ke puche hum apse contact karenge
0 Comments: