Top Cashback Websites List for Online Shopping and Recharge Cashback Sites
Hello Friends, Jesa ki ap dekh rahe
ajkal Online Shopping Trend Jyda badh chuka hai, Jo Ecommerce site jyda
Discount or Cashback deti hai aap wha se Product Purchase karte hai.
Friends Ecommerce sites ke cashback
alawa bhi aap alag se Extra Cashback bhi le sakte hai Cashback Sites ki
websites se order place kar ke.
Aapko Extra cashback lene ke liye direct
koi shopping site par order nahi karna hai uske liye aap ko koi cashback site
par ja kar wha apko apki pasand ki shopping site par jana hai or normal aap
jese order karte hai wese order karna hai. Isse apko kuch percentage me
cashback apki cashback site me trake ho jayga or use aap bank me transfer kar
sakte hai.
Example of How Cashback Site Works:
Aap ko Amazon se koi product order
karna hai to apko extra cashback lene ke liye apne Cashkaro ka account banaya
hai,
To sabse pehle apko Cashkaro ke App
ya Website par jana hai or wha se apko amazon search karna hai or wha se apko
amazon ki website par ja kar normally order karna hai,
Isse apko apki khud ke Order ka
Commission Apke Cashkaro me jama ho jayga jise aap Apke Order ke Return Period pura
hone ke baad Bank me Transfer kar sakte hai.
0 Comments: