Tuesday, 3 December 2019

What is Fastag? How to Make and Recharge Fastag? Fastag Login, Benefits of Fastag


What is Fastag? How to Make and Recharge Fastag? Fastag Login, Benefits of Fastag


what is fastag fastag login fastag recharge


15st December 2019 se Sabhi Toll Plaza ki Sabhi Line ko Fastag Line kar diya jayega, or apko Toll plaza se gujrne ke liye Fastag ki jarurat padegi, agr apki gaadi par Fastag laga hoga to aap apni gadi ko Toll plaza se pass kar sakenge, or Fastag nahi laga hoga to aap Toll plaza se gadi pass nahi kar sakenge .


What is Fastag? Fastag Kya Hai?:-

Toll Plazao par toll collection system se hone wali pareshaniyo ka hal nikalne ke liye Rastriya Highway Authority of India ne Saal 2004 me Bharat me Electronic Toll Collection system suru kiya tha, Jiska Naam Fastag hai.
Fastag ki madad se aap bina gadi roke Toll Plaza par tax pay kar sakte hai. Fastag ek device hai ise RFID Tag bhi bolte hai ye ek Radio frequency Identification technic par aadharit hota hai jise apko gaadi kea age wale glass par lagana hota hai.

How to Work Fastag?


fastag login sbi fastag login hdfc fastag login

Agr Aapki gadi par Fastag laga hoga, to aap toll plaza par bina ruke apna toll tax bhar sakte hai yha tag toll plaza par lage sensor se connect hota hai jese hi aapki gadi tol palaza par lage Radio frequency sensor se gujarti hai to us toll palaza par lagne wala toll tax automatic aapke fastag se cut jata hai isse aapko toll tax ke liye toll par rukna nahi padta hai fastag aawedan ke sath hi aapka Fastag prepaid account open kar diya jata hai. Is account me aapki or gadi ki sari detail store rehti hai. Jis tarah aap mobile recharge karte hai usio tarah se aapko ise recharge karna hota hai isme aap kam se kam 100 Rs. Se Maximum 1 Lakh Rupees tak recharge kar sakte hai.


How to Recharge in Fastag?


Fastag ko net banking, credit card, debit card, UPI or Wallet kisi bhi tarike se recharge kar sakte hai, Fastage aap online ya offine kahi se bhi banwa sakte hai, kisi bhi petrol pump ya toll plaza se aap fastag banwa sakte hai,


Where to Make Fastag?


Yadi aap online fasttag banwana chahte hai to bahut se bank online fastag banana ki suwidha dete hai, jese ki SBI, HDFC, ICICI Bank ya Paytm se bhi aap online Fastag Banwa sakte hailakin Paytm se aap sirf Car, Van or Jeep ka Fastag banwa sakte hai
Fastag Make Online Ways: SBI Bank, HDFC Bank, ICICI Bank, Paytm Wallet
Fastag Make Offline Ways: Petrol Pumps and Toll Plaza

How to Make Fastag with Paytm Read Here...


Fastag Customer Care Support:


Customer Care Nuber 1800 419 8585
HERE ARE SOME COMMON QUERIES TO HELP YOU UNDERSTAND FASTag. FOR ANY FURTHER QUERIES OR ISSUES PLEASE CONTACT OUR 24 X 7 CUSTOMER CARE NUMBER - 1800 419 8585.


Fastag Login:-

Aap Fastag account login apki bank website par kar sakte hai or paytm me bhi kar sakte hai.



Benefits of Fastag:-

Easy Payment
No Need to Stop Vehicle
Time Saving


Fastag Prepaid Card:-

fastag recharge prepaid card