What is Digital Marketing in Hindi
Hello Dosto, Aaj
hum Digital World me jo Trend Chal raha he DIGITAL MARKETING ka Uske bare me
details me Baat karenge.
About Digital Marketing:-
Jese aap sab
jaante ho India me Reliance Ne Jio Ka network jese hi build kiya uske baad se
India me Social Media and All type of Media ka Usage bahot hi Badh gaya he
jiske Sath sath Digital Marketing ka Bhi trend India me high speed se badha hai.
Aaj log outing
prefer nahi karenge jo cheez online available hogi uspe sabse pehle focus
karenge kyuki Social media through vo unke mind me chhap gaya he, Log online
Shopping se leke ticket booking, recharge, food order sab ghar beth kar hi kar
rahe hai.
Jese Social
media ki usage jyada hui vese hi log Poster marketing Chhod Digital marketing
pe jyaada focus Kar rahe he kyu ki ab koi Road pe lage hue hordings ko nahi
dekhta hai.
What is Digital Marketing?
Digital
Marketing basically kisi bhi product ya services ki internet through brand
value create karna aur uski advertisement karna.
Digital
Marketing ke through aap easily apni product yaa services ki advertisements
kara sakte ho aur logo tak pahocha sakte ho ab vo aap par he aap kitni audience
tak aap apni advertisement ko le ja sakte ho jitni aapki digital marketing
skills acchi hogi utini aapki audience badhti jaayegi aur aapki lead bhi automatically
badhti jaayegi.
“Digital
marketing is nothing without Social Media” Kehne ka matlab ye he ke jese aaj
kal Social Media pe jo trend chal raha hai uske hisab se Planing ya activity kargoe to bahot he jald he aapki advertisement logo tak pahocegi kyu ki logo ko ab
sab kuch naya Chahiye.
Digital
Marketing bhi ek Chef ki Recipe’s jesi hoti he ab aapke client ki speciality
Biryani he aura ap logo ko Dal Chawal Serve Karoge to to vo dubara kabhi aapki
restaurant me aayega hi nahi
“Kehne ka matlab
Yahi he” Sabse pehle aapkko apni Targeted audience And Targeted Location pe
Focus karna Rahega ye sab jankari dhyan me rakh ke saari marketing strategies
banai jati he.
Traditional
marketing costly hai as compare to digital marketing, Digital Marketing me aapko kam peso me
jyada logo tak apni ads pahocha sakte ho, Pehle aur Aaj Bhi log Holdings, News
Paper, TV, Radio par Ads karvate he aur hoti Rahegi Par ab Advertisment
Facebook, Instagram, Twitter, Youtube, Google aur bhi kai platform par
karva rahe he aur aage jaake yahi Future hone vala hai.
Aaj Kal log kuch
bhi purchase karne se pehle ek baar google kar ke check
karega ye categore me sabse acchi jagah ya product konsi aur compare karega, Digital Marketing ke jariye aap apni product ya place ka value badha sakte ho aur koi kabhi dusri
bar us categories ke aas pas kuch search karta he to ssabse pehle aapka product
ya place ka naam pehle aayega.
Digital Marketing ke jariye
aapke product ya servives ki awareness logo tak pahochegi aur product ya
servies ki Brand Reputation Banegi
Types of Digital Marketing:-
-Search Engine Optimization
-Search Engine Marketing
-Social Media Marketing
-Social Media Optimization
-Pay Per Click
-Email Marketing
-Affiliate Marketing
-Content Marketing
Ye saare types bahot importan he ek
successful Digital marketing Campaign pura karne ke liye
Aaj ke Daur me sabse Jyada Facebook
aur Instagram pe marketing jyada hoti he kyuki sabse jyada log yahi paaye jaate
he 24/7.
Facebook Marketing:-
FB Marketing ki baat kare to aaj
kal har koi faacebook use karta he aur ye sabse powerfull social media Platform
he jis par karodo log active rehte hai isi population ka use agencies apne
product yaa services marketing karti he
Various types se Facebook par
Marketing kar sakte ho
-
Facebook Page
-
Facebook Group
-
Facebook Ads